@ AKRUTI

By | February 6, 2006

baatein to kayi hai jo kah sakte hain hum
aapke chale jaane pe ro sakte hain hum
humari duayen humesha hai aapke saath fir bhi..
jaate jaate aapko ek muskurahat to de sakte hain hum!

akruti…i wont ask you to come back, but I want you to….otherwise even silence will stop expressing itself.

and something that should bring you back, at least I hope so.

shaam se aankh mein nammi si hai
aaj phir aap ki kami si hai
shaam se aankh mein nami si hai

dafan karr do humme ke sans mille
nabaj kuch derr se thami si hai
aaj phir aap ki kammi si hai

waqt rehta nahin kahi tikk karr
iski aadat bhi aadami si hai
iss ki aadat bhi aadami si hai
aaj phir aap ki kammi si hai

koi rishta nahin raha phir bhi ek tasvir lajmi si hai
shaam se aankh mein nammi si hai
aaj phir aap ki kammi si hai

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *